|
Bharat
Ek hindu se mai janma hoon, musalmano ne mujhe pala hai,
Ek sikni ko mai chahta hoon,
Jise isaiyon ne sambhala
hai,
Ab bolo aisa kaun sa dharm
jisse nahi mera nata hai,
Har vyakti mandir ya maszid
kahin na kahin to jata hai,
Par mai aisa bana hoon jo
har jagah shish jhukata hai,
Par yakeen mano aaj tak
dharti ko mana mata hai
Kyonki uski god me ek
din har beta so jata hai.
Sada chalte rahna.
Contributing Poet Aman khattri
is a post graduate and has over 1.6 years of experience in sales. He has a
keen interest in advertising and has a creative mind.
aman_khattri@rediffmail.com
|